palne me bolne wale bachche ki kahani Roman urdu

 PALNE ME BOLNE WALE BACHCHE KI KAHANI


palne me bolne wale bacbche ki kahani roman urdu

Ek bachcha apni maa ka doodh pi raha tha.

Waha se ek aadmi umda sawari oar sawar khubsoorat libas pehne hue guzra to,

Us bachche ki maa ne kaha: 

Bachche ne doodh chhoda or us admi ki tarf rukh kiya, use dekha or 
kaha: Aye ALLAH! mujhe is jaisa na banana.

Fir dhoodh pine laga.

Fir log ek laundi (ladki) lekar guzre.Wo use maar rahe the or keh rahe the: 

Wo keh rahi thi:

Us bachche ki maa kehne lagi: 

Bachche ne doodh choda, us bandi ki taraf dekha or 
Kaha: Aye ALLAH! mujhe isi jaisa banana.

Yaha aakar un dono (Maa or bete) ne ek dusre se sawal jawab kiya.

Wo (Maa) kehne lagi: Mera sir munde! maine kaha: Aye ALLAH! mere bete ko aisa banana, toTumne kaha: Aye ALLAH! mujhe is jaisa na banana.

Fir log us kaniz ko lekar guzre, use maar rahe the orKeh rahe the: Tune zina kiya, tune chori ki.

Mai ne kaha: Aye ALLAH! mere bete ko iski tarha na banana. To,Tumne ye keh diya: Aye ALLAH! mujhe isi jaisa banana.

Us (bachche) ne kaha: Maine kaha: Aye ALLAH! mujhe is jaisa na banana. 

Ye aurat jise log keh rahe the: Tune zina kiya, jabke usne zina nahi kiya tha, or tune chori ki jabke usne chori nahi ki thi. Isliye,
Maine kaha: Mujhe iski tarha

Narrated: Abu Huraira Ø±Ø¶ÙŠ الله عنه 
Sahih Muslim: 2550

SABAK:

Haqeeqi or daymi izzat wala wahi hai jo apne parwardigar ki nafarmani se bacha hua hai, chahe log use haqeer or gunahgar samajhte ho.

Haqeeqat me daymi taur par zaleel wahi hai jo ALLAH ka nafarman hai, chahe arzi zindagi me log use achcha samajhte ho.

Post a Comment

0 Comments